Mujhe Khudaya Muaf karde:
In this Blog you see Hamd lyrics ( Mujhe Khudaya Muaf karde ) and also this lyrics in Urdu and English language.
Hamd lyrics in English writing:
- MAOLA mery MAOLA, MAOLA mery MAOLA
Toba qabool kar ly, toba qabool kar ly
- Mera amal hai siyah nana
Mujhy khudaya muaf kar dy
- Main janta hun tu bakhsh dy ga
Mujhy KHUDA-YA muaf kar dy
- Pahard jesi meri khata'ayn
Magar bohat hyn hain teri ata'ayn
- Muaf karna shiay tera
Mujhy KHUDA-YA muaf kar dy
- YA-RAB tery Karam Teri Rehmat ka wasita
YA-RAB teri atta teri naimat ka wasita
- YA-RAB tery jala-lo-jalalat ka wasita
YA-RAB Rasool e Haq ki Risalat ka wasita
- Azaab dy kar tu kia kary ga
Kareem hai tu Karam hi farma
- Suwal kesa jawab kesa
Mujhy KHUDA-YA muaf kar dy
" MAOLA mery MAOLA, MAOLA mery MAOLA
Toba qabool kar ly, toba qabool kar ly
Mera amal hai siyah nana
Mujhy khudaya muaf kar dy
Main janta hun tu bakhsh dy ga
Mujhy KHUDA-YA muaf kar dy "
- Andhery shab ky kiye hain ruswa
Ujaly din ky kie hain gehna
- Sarapa jurmoon khata hu MAOLA
Mujhy KHUDA-YA muaf kar dy
" MAOLA mery MAOLA, MAOLA mery MAOLA
Toba qabool kar ly, toba qabool kar ly
Mera amal hai siyah nana
Mujhy khudaya muaf kar dy
Main janta hun tu bakhsh dy ga
Mujhy KHUDA-YA muaf kar dy "
- Ya hath bandhy ya sar jhuka'ay
Kharda ujagar Dar e Haram par
- Nabi dy bakhshish ka dy isharah
Mujhy KHUDA-YA muaf kar dy
" YA-RAB tery Karam Teri Rehmat ka wasita
YA-RAB teri atta teri naimat ka wasita
YA-RAB tery jala-lo-jalalat ka wasita
YA-RAB Rasool e Haq ki Risalat ka wasita "
