Ramzan Kalam
Pul Se Utaro Rah Guzar Ko Khabar Na Ho:
In this Blog you see Naat lyrics ( Pul Se Utaro Rah Guzar Ko Khabar Na Ho ) and also this lyrics in Urdu and English language.
Naat lyrics in English writing:
- Pul se utaro rah guzar ko khabar na ho
Jibreel par bicha'ayn to par ko khabar na ho
- Kanta mery jigar sy gham e rozgar ka
Yun khinch li jiye ky jigar ko khabar na ho
- Faryad um'mati jo kary hal e zar main
Mumkin nahin ky khair e bashar ko khabar na ho
- Kehti thi ya borak sy us ki sabk raawi
Yun jai'ya ky gird e safr ko khabr na ho
- Farmaty hain ya donoon hain sardar e do jahan
Ay Murtazaa ! Ateeq o Umar ko khabar na ho
- Aaysa guma dy un ki wila main KHUDA humyn
Dhondha kary par apni khabar ko khabar na ho
- Aa dil ! Haram ko rokny walon sy chum ky aaj
Yun uth chalyn ky pehlo o par ko khabar na ho
- Teer e haram hain ya kaheen rishtah bipa na hoon
Yun dekhiya ky taar e nazar ko khabar na ho
- Aay khar e taiba ! daikh ky daman na bhig ja'ay
Yun dil main aa ky deda'ay tar ko khabar na ho
- Aay shoq e dil ! ya sajdah gar un ko rawa nahin
Acha ! wo sajdah kejie ky sar ko khabar na ho
- Un ky siwa Raza koi haami nahin jahan
Guzra kary pisar py pidar ko khabar na ho
Naat Sharif in PDF:
Pul Se Utaro Rah Guzar Ko Khabar Na Ho - Naat Lyrics
If you find any kind of mistake in our blog please comment and also comment your feed back about our this post thanks.
Tags (#)
pul se utaro translation, pul se utaro lyrics in hindi, pul se utaro tazmeen, pul se utaro naat mp3 , pul se utaro rah guzar lyrics, pul se utaro rah guzar ko khabar na ho mp3 , pul se utaro rah guzar ko khabar na ho tazmeen, pul se utaro rah guzar ko khabar na ho with tazmeen lyrics, pul se utaro rah guzar ko khabar na ho lyrics in english, pul se utaro rah guzar ko khabar na ho lyrics urdu, pul se utaro rah guzar ko khabar na ho, pul se utaro rah guzar ko khabar na ho lyrics, new ramzan kalam 2023, new ramzan kalam, new ramzan special kalam, ramzan ki special qawwali, ramzan ki special naat, ramzan special, ramzan naat sharif lyrics, ramzan naat sharif, ramzan naat lyrics in hindi, ramzan naat lyrics, ramzan naat lyrics in urdu, ramzan naat, ramadan mubarak 2023, ramadan 2023 date, ramadan 2023, shane ramzan new kalam 2023, new ramzan special kalam, new ramzan kalam, new ramzan kalam 2023, all naats lyrics, islam, islami, islamic naats, islamic naat lyrics, naat, lyrics, manqabat lyrics, naat lyrics in urdu pdf, naat lyrics in urdu writing, naat lyrics in english, new naat, naat 2023, new naat 2023, new kalam, new islamic naat, new naat 2023 lyrics, new naat 2023 , punjabi naat #naats #naat lyrics, naat shareef, lyrics, pdf