Ramzan Kalam
Kismat Meri Chamakaye Aaqa ﷺ:
In this Blog you see Naat lyrics ( Kismat Meri Chamakaye Aaqa ﷺ ) and also this lyrics in Urdu and English language.
Naat lyrics in English writing:
- Kismat meri chamka'iye chamka'iye Aaqa !
Mujh ko bhi dar py bulwa'iye Aaqa
- Seeny main ho kaaba to basy dil main madina
Aankhon main meri aap sama ja'iye Aaqa
- Byy tab hun byy chayn hun dedar ki khatir
LILAH mery khowab main aa ja'iye Aaqa
- Har samt sy aafat o baleeyat ny ghera
Majboor ki imdad ko ab aa'iye Aaqa
- Sakrat ka aalam hai shahaa ! dam hai laboon par
Tashreef sarhany mery ab la'iye Aaqa
- Wahshat hai andhera hai meri qabr ky andr
Aa kar zara roshan isy farma'iye Aaqa
- Mujrim ko lie jaty hain ab so'ay jahan'nam
LILAH ! shafa'at meri farma'iye Aaqa
- Attar py ya shah e madina ho enayat
Werana e dil aa ky basa ja'iye Aaqa
Naat Sharif in PDF:
Kismat Meri Chamkaye Chamkaye Aaqa ﷺ - Naat Lyrics
If you find any kind of mistake in our blog please comment and also comment your feed back about our this post thanks.
Tags (#)
kismat meri chamkaye chamkaye aaqa naat lyrics, kismat meri chamkaye chamkaye aaqa naat, kismat meri chamka do, kismat meri chamkaye lyrics in urdu, kismat meri chamkaye aaqa, kismat meri chamkaye naat, kismat meri chamkaye lyrics, kismat meri chamkaye chamkaye aaqa, kismat meri chamkaye chamkaye aaqa lyrics, new ramzan kalam 2023, new ramzan kalam, new ramzan special kalam, ramzan ki special qawwali, ramzan ki special naat, ramzan special, ramzan naat sharif lyrics, ramzan naat sharif, ramzan naat lyrics in hindi, ramzan naat lyrics, ramzan naat lyrics in urdu, ramzan naat, ramadan mubarak 2023, ramadan 2023 date, ramadan 2023, shane ramzan new kalam 2023, new ramzan special kalam, new ramzan kalam, new ramzan kalam 2023 , all naats lyrics, islam, islami, islamic naats, islamic naat lyrics, naat, lyrics, manqabat lyrics, naat lyrics in urdu pdf, naat lyrics in urdu writing, naat lyrics in english, new naat, naat 2023, new naat 2023, new kalam, new islamic naat, new naat 2023 lyrics, new naat 2023 , punjabi naat #naats #naat lyrics, naat shareef, lyrics, pdf