Wah Kia Martaba Ay Ghoos Hai Bala Tera:
In this Blog you see Manqabat lyrics ( Wah kya martaba ae Ghous hai bala tera ) and also this lyrics in Urdu and English language.
👇Scroll Down to Download Pdf File 👇
Manqabat lyrics in English writing:
- Wah kya martaba ae Ghous hai bala tera
Uncha uncha ke saron se qadam aala tera
- Sar bhala kya koi jane ki hai kaisa tera
Aolia malta hain aankhen jo hai talwa tera
- Kia daby jis py himayat ka ho panja tera
Sher ko khatre mein lata nahi kutta tera
- Tu Husaini Hasani kyu na Muhiyudin ho
Ay Khizr ( ARABIC ) hai chashma tera
- Qasmyn dy dy ky khilata hai pilata hai tera
Pyara ALLAH tera chahny wala tera
- MUSTHAFA ky tan e bay saya ka saya dekha
Jis ny dekha meri jan'n jalwah zyba tera
- Ibn e Zahra ko mubarak ho aroos e qudrat
Qaderi pai'in tasad'duq mery dolha tera
- Kio na Qasim ho ky tu Ibn e Abo-l-Qasim
Kio na qadir ho ky mokhtar hai baba tera
- Nabwe Minh alwe fasl batoli gulshan
Hassani phool Hussaini hai mehkna tera
- Nabwe zil alwe barj batoli manzil
Hassani chand Hussaini hai ujala tera
- Nabwe khoor alawe ko batoli Maadin
Hassani laal Hussaini hai tajal'la tera
- Bahrobar shehr-o-qoraa sahl-o-huz'zn dasht-o-chaman
Kon sy chak py pohnchta nahi dawaa tera
- Hussni-n-neet ho khata phir kabhi karta he nahi
Aazmaya hai yaganah hai doganah tera
- Arzy ahwal ki piyason ma kahan tabb magr
Aankhyn ay Abr-y-Karam kitni hyn rasta tera
- Mout nazdeq gunah'hon ki tamhyn mayl ky khol
Aa baras ja ky naha dho ly ya piyasa tera
- Aab aamad wo kahyn or main tam'mem barkhast
Mosht-e-khak apni ho or noor ka ahlaa tera
- Jan to jaty hi ja'ay gi qiyamat ya hai
Ky yahan marny py thehra hai naz'zarah tera
- Tujh sy dar dar sy sag or sag sy hai mujhko nisbat
Meri gardan main bhi hai door ka dora tera
- Us nishani ky jo sag hain nahi mary jaty
Hashr tak mery galy main rahy pat'ta tera
- Meri qismat ky qasam khay'yn sagan-e-baghdad
Hind mai bhi hon to deta rahon phera tera
- Teri iz'zat ky nisar ayy mery gherat waly
Aah sad aah ky youn khawar ho byrora tera
- Bad sahi, chor sahi, mujrim o nakarah sahi
Ay wo kesa hi sahi hai tu kareema tera
- Mujh ko ruswa bhi agar koi kahy ga to youn he
Ky wohi naa, wo Raza banda'a roswa tera
- Main Raza toun na balk to nahin jay'yid to na ho
Say'yid-e-Jay'yid e har dar hai Molaa tera
- Fakhr e Aqaa ma Raza or bhi ik nazm e rafee
Chal likha lay'yn sana khowanon main chehrah tera
Manqabat Sharif in PDF:
Wah kya martaba ae Ghous hai bala tera - Manqabat Lyrics
Download Method if you don't know click here
If you find any kind of mistake in our blog please comment and also comment your feed back about our this post thanks.
Tags (#)
wah kia martaba ay ghoos hai bala tera, wah kya marta ba , wah kia martaba ay ghoos hai bala, 11venshareef, main sadqay jaon ghous e pak, sadqay jaon ghous e pak, naat lyrics alahazrat, ghous e pak manqabat, wah kya martaba ae ghous hai bala tera urdu lyrics, wah kya martaba ae ghous hai bala tera hindi lyrics, sarkar e ghous e azam nazar e karam khudara, naat lyrics ala hazrat, ghouse pak manqabat, manqabat ghous e azam, new manqabat, manqabat, manqabat lyrics, all naats lyrics, islam, islami, islamic naats, islamic naat lyrics, naat, lyrics, manqabat lyrics, naat lyrics in urdu pdf, naat lyrics in urdu writing, naat lyrics in english, new naat, naat 2023, new naat 2023, new kalam, new islamic naat, new naat 2023 lyrics, new naat 2023 download, punjabi naat #naats #naat lyrics, naat shareef, lyrics, pdf download, pdf