To Hai Wo Ghus Ke Har Ghus Hai Bala Tera:
In this Blog you see Manqabat lyrics ( Tu hai wo Ghaus ki har Ghaus hai shaida Tera ) and also this lyrics in Urdu and English language.
👇Scroll Down to Download Pdf File 👇
Manqabat lyrics in English writing:
- Tu hai wo Ghaus ki har Ghaus hai shaida Tera
Tu hai wo Ghaus ki har Ghays hai pyasa tera
- Soraj aglon ky chamakty thy chamak kar doby
Uf noor py hai mehr hamesha tera
- Murgh sab bolty hyn bol ky chup rehty hyn
Han aseel aik nowa sannj rahy ga tera
- Jo wali qabl thy ya baad howy ya hon gy
Sab adab rakhty hyn dil main mary aaqa tera
- Baqsam kehty hyn shahan e sarfeen o hareem
Ky howa hai na wali ho koi hamta tera
- Tujh sy or dahr ky aqtab sy nisbat kysi
Qatb khod kon hai khadim tera chela tera
- Sary aqtab jahan karty hain kaby ka tawaf
kaba karta hai tawaf e dar e wala tera
- Or parwany hain jo hoty hain kaby py nisar
Shama ik to hai ky parwana hai kaba tera
- Shajr e saro sahi kis ky uga'ay tery
Marfat phool sahi kis ka khelaya tera
- To hai noshah barati hai ya sara gulzar
Lai hai fasl saman gondh ky sehra tera
- Daliyan jhomti hain raqs e khoshi khosh py hai
Bulbolyn jholtin hain gati hain sehra tera
- Geet kalion ki chatk ghazlyn hazaron ki chehak
Bagh ky sazon main bajta hai tarana tera
- Saf e har shajrah main hoti hai salami teri
Shakhyn jhok jhok ky bja lati hain majra tera
- Kis gulstan ko nahi fasl e bahri sy niyaz
Kon sy silsily main faiz na aya tera
- Nahin kis chand ki manzil main tera jalwah noor
Nahin kis aainy ky ghar main ujala tera
- Raaj kis shehr main karty nahin tery khadam
Baaj kis nehr sy leta nahin darya tera
- Mazra e chisht o bakhara o eraq o ajmeer
Kon si kisht py barsa nahin jhala tera
- Or mehboob hain, han par sabhi yaksan to nahin
Yoon to mehboob hai har chahny wala tera
- Us ko so fard sarapa bafraghat ordyn
Tang ho kar jo otarny ko ho nema tera
- Gardanyn jhok gay'yn sar bich gay'ay dil lot gay'ay
Kashf e saaq aaj kahan ya to qadam tha tera
- Taaj e farq e arfa kis ky qadam ko kahi'iya
Sar jis baaj din wo pao'on hai kis ka tera
- Sokr ky khosh main jo hain wo tujhyn kia janyn
Khizr ky hosh sy pochy koi rotba tera
- Aadmi apny hi ahwal py karta hai qiyaas
Nashy walon ny bhala sokr nikala tera
- Wo to chorda hi kaha chahyn ky hain zyr e hazeez
Or har aoj sy oncha hai sitara tera
- Dil e aada ko Raza tyyz namak ki shon hai
Ik zara or chirdakta rahy khama tera
Manqabat Sharif in PDF:
Tu hai wo Ghaus ki har Ghaus hai shaida Tera - Naat Lyrics
Download Method if you don't know click here
If you find any kind of mistake in our blog please comment and also comment your feed back about our this post thanks.
Tags (#)
Tu hai wo Ghaus ki har Ghaus hai shaida Tera, Tu hai wo Ghaus, Tu hai wo Ghaus ki har Ghaus hai shaida Tera lyrics, Tu hai wo Ghaus ki har Ghaus hai shaida Tera lyrics urdu, Tu hai wo Ghaus ki har Ghaus hai shaida Tera lyrics english, Tu hai wo Ghaus ki har Ghaus hai shaida Tera naat lyrics, Tu hai wo Ghaus ki har Ghaus hai shaida Tera naat, 11ven shareef, tu hai wo ghaus lyrics, naat lyrics ala hazrat, ghouse pak manqabat, manqabat ghous e azam, new manqabat, manqabat, manqabat lyrics, all naats lyrics, islam, islami, islamic naats, islamic naat lyrics, naat, lyrics, manqabat lyrics, naat lyrics in urdu pdf, naat lyrics in urdu writing, naat lyrics in english, new naat, naat 2023, new naat 2023, new kalam, new islamic naat, new naat 2023 lyrics, new naat 2023 download, punjabi naat #naats #naat lyrics, naat shareef, lyrics, pdf download, pdf
