Chamak Tujhsy Paaty Hain Sub Paany Waly:
In this Blog you see Naat lyrics ( Chamak Tujhsy Paaty Hain Sub Paany Waly ) and also this lyrics in Urdu and English language.
Naat lyrics in English writing:
- Chamak tujhsy paaty hain sub paany waly
Mera dil bhi chamka dy chankany waly
- Barasta nahi daikh kat abr e Rehmat
Badon par bhi barsa dy barsany waly
- Madina ky khit'ty KHUDA tujh ko rakhy
Ghareebon faqeeron ky thehrant waly
- Tu zinda hai WALLAH tu zinda hai WALLAH
Mery chashm e aalam sy chup jany waly
- Main mujrim hun Aaqa mujhy sath ly lo
Ky rasty main hain ja baja jany waly
- Haram ki zamin or qadam rakh ky chalna
Ary sar ka moqa hai aoo jany waly
- Chal uth jabaah farsaa ho saqi ky dar par
Dar e jood ayy mery mastany waly
- Rahy ga yun hi un ka charcha rahy ga
Pardy khak ho ja'ayn jal jany waly
- Ab aai shafa'at ki sa'at ab aai
Zara chain ly mery ghabrany waly
- Raza tafs dushman hai dam main na aana
Kahan tum ny dekhy hain chandrany waly
Naat Sharif in PDF:
Chamak Tujhsy Paaty Hain Sub Paany Waly - Naat Lyrics
If you find any kind of mistake in our blog please comment and also comment your feed back about our this post thanks.
Tags (#)
chamak tujh say patay hain sab pane wale, chamak tujh say patay hain sab pane wale lyrics in english, chamak tujh say patay hain, chamak tujh say patay hain naat, chamak tujh say patay hain lyrics, chamak tujh say patay hain lyrics in urdu, chamak tujhse patay hain, chamak tujh se patay, chamak tujh se naat, chamak tujh se patay,chamak tujh se patae hain urdu, naat chamak tujh say patay hain sab pane wale lyrics, all naats lyrics, islam, islami, islamic naats, islamic naat lyrics, naat, lyrics, manqabat lyrics, naat lyrics in urdu pdf, naat lyrics in urdu writing, naat lyrics in english, new naat, naat 2023, new naat 2023, new kalam, new islamic naat, new naat 2023 lyrics, new naat 2023 , punjabi naat #naats #naat lyrics, naat shareef, lyrics, pdf